دسمبر میں کبھی لوگ بدلے کبھی ٹھکانا بدلا اردو غزل 2017 Urdu Shayari, Urd...
دسمبر میں کبھی لوگ بدلے کبھی ٹھکانا بدلا اردو غزل
Mujhe Yaad hai abhi tak
Jab barsti tap tap karti Rim jhim mein
Haan December ki is Thatrti
Sard raat ki pehli Barish mein
Us ne mujh say kaha tha
“Mujhe Barishein sard mosam ki bohat Pasand hain”
Sard Mosam ki Barishon mein say unseet rakhne wala
Mere Lehjey mein sard-pan utar gea hai
Meri zaat mein Ajab tarz ki
Ik Thandak utar gai hai
Mein jisko Choo loon
Woh Baraf ka Mehboos ho jata hai
Usay sard mosam ki Barish say kea Nisbat thi
Usay sard Mosmon ki Barish say kea Qurbat thi
No comments:
Post a Comment